peete hai
Hosh mein wo humse aksar door rehte hai
Behoshi mein chupke chupke pyaar karte hai
Band aankhonse hum unka deedaar karte hai
Isliye maikhaane mein hum sharaab peete hai
Har peenewale ki surat fir unse milti hai
Saaki bhi kuch kuch unsi hi pesh aati hai
Har taraf harsu wohi bas muskuraate hai

Sharaab saaki maikhane mein wo andaaz kahaa
Jo nashaa nazar kar de wo jaam mein kahaa
Wo paas rahe to hum unpe makmoor rehte hai
Na ho to maikhaane mein hum sharaab peete hai

Labels: poem
1 Comments:
thoda urdu ka kam prayog karo to aur acha ho jayega...
on serious note... it was a gud one...
Post a Comment
<< Home